Karbobala mei nana
(Hussain ya Hussain)
x4 Ya Hussain
(Karbobala main nana har sheh lutta raha
hu(n),
Tera deen bacha raha hu(n))
x2
1.
Yasrab
main jo kiya tha wada nibha
raha hu(n)
Tera deen bacha raha hu(n)
Karbobala main nana har sheh lutta raha
hu(n),
Tera deen bacha raha hu(n)
2.
Zorey kamar hai mera abbas jessa bahi
Jiskey sahrey Zainab karbobala mai ayee
Darya pay bawafa kay bazoo
katta raha hu(n)
Tera deen bacha raha hu(n)
Karbobala main nana har sheh lutta raha
hu(n),
Tera deen bacha raha hu(n)
3.
Matam mey dhal gaiee hai ibney Hassan ki shaddi
Taqseem hoo gaiee hai tasweer
mujhtaba kii
Chadar main tukray chun key khamoon ko laa raha
hu(n)
Tera deen bacha
rahu(n)
Karbobala main nana har sheh lutta raha
hu(n),
Tera deen bacha raha hu(n)
4.
Paysa hai teen din ka massom mera Asghar
Khemey key dar sey nana maan dekhti
hai manzar
Chaeh maha ka sipahi maindan main laa raha hu(n)
Tera deen bacha
rahu(n)
Karbobala main nana har sheh lutta raha
hu(n),
Tera deen bacha raha hu(n)
5.
Dukhya behan ki chadar
betti key goshwarey
Ankhu(n) key chand tarey
qurbaan kar kay sarey
Islam ka muqadar nana jagga raha hoo
Tera deen bacha
rahu(n)
Karbobala main nana har sheh lutta raha
hu(n),
Tera deen bacha raha hu(n)
6.
Islam ki baqqa per jagi sab lutta dii
Jawad zery kanjer shabbir ney sadda dii
Sajdey main dehkoo
nana gardan katta raha hu(n)
Tera deen bacha
rahu(n)
Karbobala main nana har sheh lutta raha
hu(n),
Tera deen bacha raha hu(n)