Tanhaayi mei aksar
(Haay Akbar, haay haay Akbar) x4
(Tanhaayi main aksar raat gai bimar
ye noha karti hai) x3
Aye bahya Ali Akber hoo khan ye khey key roya karti hai
(Tanhaayi main aksar raat gai bimar
ye noha karti hai) x2
1.
(Tum bhool gai
kya wadey ko) x2 tum ko
too palat ker anna tha
(Haay Akbar, haay haay Akbar) x2
Tere wadey per zinda hai behan per ankh too girya karti hai
(Tanhaayi main aksar raat gai bimar
ye noha karti hai) x2
2. (Woo
zuf o naqhat hai bahya) x2 ser bister sey uthta hii nahi
(Haay Akbar, haay haay Akbar) x2
Kya qabar pey meri aoo
gay majboor ye socha karti hai
(Tanhaayi main aksar raat gai bimar
ye noha karti hai) x2
3.
(Khalli bister khali
jullha) x2 mery dill per tirr challata hai
(Haay Akbar, haay haay Akbar) x2
Hasrat bharri ankhoon sey ye sab dukhyari dekha
karti hai
(Tanhaayi main aksar raat gai bimar
ye noha karti hai) x2
4.
(Arman tumarhi shaddi
ka) x2 din raat jo dil main rehata hai
(Haay Akbar, haay haay Akbar) x2
Abb apney armanoo sey behan bezar hai uljha karti
hai
(Tanhaayi main aksar raat gai bimar
ye noha karti hai) x2
5.
(Suntti hoon racha
liy hai shaddi)
x2 aur yaad kya na Sughra
ko
(Haay Akbar, haay haay Akbar) x2
Tum sey too sikayat koi nai
taqdeer sey shikwa karti hai
(Tanhaayi main aksar raat gai bimar
ye noha karti hai) x2
6.
(Main
qabrey Nabbi per jatti hoon) x2 ashkoo key deep jallati hoon
(Haay Akbar, haay haay Akbar) x2
Hamshakley Nabbi iss
(Tanhaayi main aksar raat gai bimar
ye noha karti hai) x2
7.
(Tum zinda rahoo
meri umr lagey) x2 tum bazoo
hoo mery baba key
(Haay Akbar, haay haay Akbar) x2
Ye baat hamesha hii
Sughra maktoob main likha karti hai
(Tanhaayi main aksar raat gai bimar
ye noha karti hai) x2
8.
(“Rehan o Raza” woo taswer main) x2 rukh ker key suyee karbobala
(Haay Akbar, haay haay Akbar) x2
Dam nadey ali
ka ath pher Akber pey hamesha
karti hai
(Tanhaayi main aksar raat gai bimar
ye noha karti hai) x2