Al ajal ya imam
Ayna talibu bi
dhuhulil anbiya, ayna talibu bi damil maqtooli bi
(Alajal ya imam,
ya imame zamaan) x4
1.
Har
taraf jahan me zulm aur jafa hai
Saare momino ke
lab pe ye sada hai
Inteqame
Har gari hamare dil
me bus dua hai
(Alajal ya imam,
ya imame zamaan) x4
2.
Ab munfiqat ka dor chal raha hai,
Bekhata
lahu ko jo bahaa raha hai
Zulm
ki hukumat, aaj har jaga hai
Aaj be
alaamat, qabr-e-sayyeda hai
(Sayyeda fatemah,
sayyeda fatemah) x4
3.
Tum
bhi mere maula ibne sayyeda ho
Maula askari kai,
aap mehlaqa ho
Aaj aap maula,
shaahe
Zalimo(n) ke sar
ki, aap hi qaza ho
(Alajal ya imam,
ya imame zamaan) x4
4.
Aap
ayiye ab, muntazir hai kabaa
leke awo khanjar,
shahe la fatah ka
aap ayenge jab,
inqelab hoga
aap ka hai sadqa,
ye jahaan saara
naam
leraha hai, har malak tumhara
(Alajal ya imam,
ya imame zamaan) x4
5.
parchame
hussaini haath me uthaawo
mausame adalat,
aap leke aawo
farsh ab aza ka,
har jaga bichaawo
aur diya aza ka,
har taraf jalaawo
Rab se jo kiya
hai, wada tum nibhaawo
(Alajal ya imam,
ya imame zamaan) x4
6.
Kaise
bhool jaaye(n),
Shaah-e-karbala
tha, zee(n) pe na zamee(n) par
Pyaasa
wo gale par, chal raha tha khanjar
Khayme se ye
Zainab, keh rahi thi rokar
Babajaa(n)
bachaawo,
(Alajal ya imam,
ya imame zamaan) x4
1.
Darke niche zahra jabke gir rahi thi
Haath tha kamar
par baap ko sada di
Mohsine ali ko
jabke kho rahi thi
Marte marte zahra
deti thi duhayi
Ab hai unki badla
teri zimmedari
(Alajal ya imam,
ya imame zamaan) x4
2.
Kayinaat
me hai har zaba(n) pe naaraa
Inteqame zahra
lijiye khudaaraa,
Aap ko “tejani” ne
hai ab pukaaraa
Dijiye qalam ko
aap ka sahaaraa
Nohay jab parhe
ham saath ho tumhaaraa
(Alajal ya imam,
ya imame zamaan) x4