Ya hussain ibn-e-ali
audio file
Ya
hussain ibn-e-ali
(Hussain ya hussain)
x4
Kullu yawmin ashura, kullu ardin
(Hussain ya hussain)
x2
Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali
(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili,
zindagi hamko yahi) x2
1.
Dasht karbal me tera, laash teeron pe
para,
Rorahi thi ye zami(n), aasma(n) rota raha
Haaye madar wo teri,
bayn ye karti rahi,
Ay mere pyaare hussain, god me aawo zara
(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili,
zindagi hamko yahi) x2
2.
Tere asghar ka gala, tere
akbar ka jigar,
Bhaayi abbas ke gham, me teri tutti kamar,
Aur paamal badan, ran me qasim ka huwa
Eik din me hi luta,
DhubiHoo kullu baneen, tasjudu
anta jabeen,
tashkuru khaaliqaka, ya ilaaha al-azali
(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili,
zindagi hamko yahi) x2
3.
Ran me
talwar bina aaye abaase ali,
Har taraf hamla huwa, mashke
paani bhi chidi,
Ankh me teer laga aur
paywast huwa,
Dono bazu ko kata,
ke gira asbe
jari
Wa huwa kullu al-wafa’, yasrukhu bar wa samaa’,
saqat Abbas jari,
min Hisaanin khashbi
(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili,
zindagi hamko yahi) x2
4.
Haaye besheer tera, bezaba(n) qatl huwa,
Alqama roti rahi, larzi karbal
ki zami(n)
Tumne jab uska lahu,
apne chehre pe mala
(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili,
zindagi hamko yahi) x2
5.
Asr ashur ka waqt, kaise hum bhool sake
Ayi awaaze aza(n), aap gore se gire,
Khayme ke darpe teri, behn
khu(n)
roti rahi
Tha tera paak gala, shimr ke tegh tale
(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili,
zindagi hamko yahi) x2
6.
Aag se khayme jale, sar se chaadar bhi chhini,
Dasht me tanha sakina teri
roti rahi
Toq me bandha
(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili,
zindagi hamko yahi) x2
7.
Tere sajde se bachaa,
hai namaaz aur qura(n)
Aaj masjid se jo aati
hai awaaze azaa(n)
Humko karbal ne sikhaya hai jine ka hunar,
Teri qurbaani se baqi hai ye arz-o-samaa(n)
Ya imaam
al-abraar, anta ya bal ahraar,
saabirun ibn sabur, ya
ameeral al-abadi
(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili,
zindagi hamko yahi) x2
Umr bhar humko rulaata rahega
tera gham
Har gali aur shahr,
tera matam hai bapa
Khu(n) bahaate hi rahenge tere naam pe
hum
‘umruna feeka fida, ahluna kullu
laka,
nadhkurooka sayyidee, ya Hussain
ibni ‘Ali
(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili,
zindagi hamko yahi) x2
9.
Hai “tejani” ka qalam, aur dil nawha
kunaa(n)
Ye muqaddar hi tera, kistarha hoga bayaa(n)
Jalti reyti pe para, tera laasha bekafan
Aapke paak badan, se huwa khun rawaa(n)
Jismuka fawqa turab, wa damun kullu thiyaab,
ihtaraq jismuka min, barri wa ash-shamsi ghali
(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili,
zindagi hamko yahi) x2
(Hussain ya hussain)
x2