Ay ibne Zahra
La illaha illalah, Laillaha Illalah
Muhammadur rasuloolah
Aliyun waliyullah
Wasiyo rasullallah
Shah ast hussain,
Badshah ast hussain, Deen ast
hussain, Deen panah ast hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
1. Teri bahan ye dekhti thi tile par
Tera badan
tha teer ke mussale par
Gale pe ahista chhuri
chalata tha
Sawaar zalim
hoke tere sine par
Kullun qatrah,
min dammik mawla, Hussain
dhakara allahu, al-ladhi awla, Hussain
nadhara al-baari, ilayk wa qaala,
Hussain
al-deenu yuqtalu, law la dimaaka, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
2. Laraz rahi thi
reyt, andhera tha wo sama(n)
Jab aapke tan se nikal rahi thi jaa(n)
Har aik
lasha dasht mei tarapta
tha
Ab awo
godi me jo kehrahi thi maa(n)
H’eenama qat’a-aa, al-sayfu nah’ra, Hussain
Zalzala al-‘aalam, ‘ala musaaba, Hussain
Tabki az-zahra,
bi qurbi jismi, Hussain
Damman mat’arat,
wa ra’du fi al-samaa’, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
3. Tere bahattar me, har ik mujahid
tha
Maidan se koyi, na
lot ke aya
Habib tha
asghar, wo
nawjawan tera
Tu apne
kandhe par, uthaya har lasha
Wa dammu al-asghar, mala-aa wajha, Hussain
Mala-aa yaduhu, wa rama fi
al-samaa’, Hussain
Jismuka nahrun, min al-dimaai, Hussain
S’aabirun anta, ‘ala mus’abika, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
4. Mashko alam leke,
chala tera abbas
Kaha sakina
se bujjegi teri
pyaas
Jo teer kuze ko laga to phir wapas
Chala tha
dariya ki taraf haram ki
aas
Ji’ta li
Abbas, li tara ghammih,
Hussain
kaana hunaak, sehman
bi a’ynih, Hussain
kasara qalbik, idha
ra aytah, Hussain
wa dhara’ayhi fus’ila a’n jismih,
Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
5. Tha imteha(n) allah wo baap
par kaisa,
Jawan bête ki jo laash par pohncha
Tarap rahi
thi lash jab pidar kehncha
Pisar ke
sine se, tutta huwa neza
Dakhala al-rumh’u, fuaad al-akbar, Hussain
Shibluka anta, ya shiblu Haider,
Hussain
Raqadha nah’wahu muta’athir, Hussain
Al-rumh’u dakhala, wa takassar,
Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
6. wo laal zainab
ke, riza-e sheh payei(n)
Ali o jaffar banke dasht
me aayei(n)
Ye kehte the hum Aun aur Muhammad hai(n)
Teri qaza ko saath
mei hai ham laayei(n)
Al-akhwayni, ‘aun wa Muh’ammad,
Hussain
Ibnaani zainab, ahfaadu ahmed, Hussain
Wa in
qutilu, ‘ala yadi al-shar, Hussain
Wa asbah’a al-t’affu lahuma marqad, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
7. Beparda jab darbaare sham me aayi,
bibi khare hokar
jaha(n) ko batlayi
Suno zara
me fatema ki beti hu(n)
Yazid se dee(n) ko bacha ke
wo layi
Ya akhu al-zainab, Undhur ilayha, Hussain
Hunaak salaasil, bayna yadayha, Hussain
Ibnat az-zahra, innaha fi al-‘shaam, Hussain
Wal hu’uzn zayyid, musaab alayha, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
8. Jo din me hai suraj, ye arsh pe tare
Jinnat aur
insaan aur malak saare
Jo is jahaa(n)
me hai, jo us jahaa(n) me hai
Kaha banakar
rab, ye sab hai tumhare
s’aahib ul-kawthar, min maa’i mah’room, Hussain
maalik ul-jannah, lakinnah madhloom, Hussain
yaseer al-amri yazeed
mahkoom, Hussain
yardoon yat’ee’hum ghasabi mahdhoom, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
9. Teri har ik
qurabni ka ye sadqa hai
Jo aurato(n)
ke sar pe
aaj parda hai
Jo hai azaa(n) me la illaha illalah
Jo aaj quraa(n) hai, jo
aaj Kaba hai
bitta muntas’iran, ‘ala yazeedi, Hussain
Kullu tah’t’eet’ih, minkum ba’eedi, Hussain
kullun Qatrah, min dammik mawla, Hussain
Rasam at-t’areequk, ilaa al-azeezi, Hussain
La illaha illalah, Laillaha Illalah
Muhammadur rasuloolah
Aliyun waliyullah
Wasiyo rasullallah
Ay ibne zahra
10.
Tumhe na bhulege humara wada hai
Jabse “tejani”
is jahan me zinda hai
yahi humari zindagi
ka maqsad hai
lahu me tera naam
har aan behta
hai
‘indak salaami, quran al-thani, Hussain
Nah’nu fidaka,
yaqool “tejani”, Hussain
Majnoonu hubbak allimni maula, Hussain
munqadh lana ant, hadha imaani, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
Ay ibne zahra