(Shame ghariban, shame ghariban) x2
Uthta hai dhuwan, zainab
Chalti hai hawa, zainab
Uthta hai
dhhuwa(n),
chalti hai hawa, aur dekh
rahi hai karbobala
Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n)
Roti thi
zamee(n)
rota tha qamar
Thakta tha
nahi shaytaan magar
Pamaal huwa
zahra ka jigar
Jaise duba
suraj ka nishaa(n)
Waise duba
dil zainab ka
Aur dekh
rahi hai karbobala
Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n)
2. Pamal huwe
hai sab lashei(n)
Aur khaak
huwe sare khaymei(n)
Abbas nahi
akbar bhi
nahi
Roti hai
sakina maqtal mei(n)
Bali bhi chhini
daman bhi jala
Sab bibiyon
ki chhinti hai rida
Aur dekh
rahi hai karbobala
Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n)
3. Hai khun
ka dariya karbal mei,
Sote hai
bahattar maqtal mei
Sab bibiyan
hai bechain yahan
Khamosh hai
bachei(n)
jangal mei
Hota hai
yateemo(n)
par hamla
Aur maarke
haste hai(n)
aada
Aur dekhrahi
hai karbobala
Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n)
4. Ik jalte
huwe khaymo me gira
Salaare haram
hai ghash me parra
Jal jaye
yahan ya ban me chale
Batlado hamme
mere maula
Zainab ki
pareshani hai yahi
Beparda hai
kunba ahmed
ka
Aur dekh
rahi hai karbobala
Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n)
5. Pehre pe
hai ab zainab
tanha
Hathon me liye
tutta neza
Abase harram banna hai usse
Hai asma(n) ab
uska parda
Bachhon ko sambhale ya khud ko
Koyi na sahara hai uska
Aur dekh
rahi hai karbobala
Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n)
6. Kehti hai
ye asgher ki madar
Arman mere hai
khun mei
tar
Maqtal se na aaya phir
wapas
Cheh maah
ka mera noore nazar
Pani na muyassar usko huwa
Garden pe wo teere
sitam khaya
Aur dekh
rahi hai karbobala
Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n)
7. Masum sakina
roti huwi
Ghabra ke
yun maqtal me aayi
Chillayi ke
ay mere baba
Kis haal
me hai beti ye teri
Khati hun
tamache chehre par
Paas apne
bulalo ay baba
Aur dekh
rahi hai karbobala
Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n)
8. Pichhe bachi
ban me aakar
Kya dekhti
hai binte haider
Aaram se soti
hai bachhi
Ik besar
laash ke sine par
Hai charo
taraf khu(n) ka darya
Sunsaan hai
jungal ye saraa
Aur dekh
rahi hai karbobala
Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n)
9. Us laash
“tejani” kit hi sada
Sunlo to zara
meri behna
Islam bachana hai tumko
Aur saath
hai har mushkil
sehna
Tum dekh
chuki ho jang meri
dekhunga mei
ab sabr tera
Aur dekh
rahi hai karbobala
Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n)