Lori suna rahi hun
(Soja meri sakina) x3
(Lori suna rahi hun, soja
meri sakina) x2
1.
Baba ke sine se tum
jabse juda huwi ho
Ik raat neend ayi,
beta nahi hai tumko
Ab me sula rahi hun
ajaa meri sakina
(Lori suna rahi hun, soja
meri sakina) x2
2.
Mujhko yahi khabar hai dukh
dard ki ho maari
Tumko hai sabr karna
ye bhi khuda ki marzi
Tu misle fatema ab
banna meri sakina
(Lori suna rahi hun, soja
meri sakina) x2
3.
Ayega ab na koi bhi
leke taziyane
Marega na shimar
ab rukhsar par tamache
Har aik saans pe
na ghabra
meri sakina
(Lori suna rahi hun, soja
meri sakina) x2
4.
Kuchh din me to rihayi
miljayegi sakina
Zindane gham se chhutke jayege hum madina
Madar ye kar rahi hai
wada meri sakina
(Lori suna rahi hun, soja
meri sakina) x2
5.
Dekho ab aagaya hai baba
ka sar ay beti
Unko dikhana saare chehre
ke zakhm bibi
Jee khol ke tu
ab to rona meri sakina
(Lori suna rahi hun, soja
meri sakina) x2
6.
Jab neend agayi
thi, phir khaab aayi haaye
Jis mei hussain
apni beti se keh rahe the
Ab waqt agaya hai
aja meri sakina
(Lori suna rahi hun, soja
meri sakina) x2
7.
Jab qaid me sakina
ko maut agayi
thi
Bazu hila hila ke
madar ye roke boli
Mujhse khata huwi kya
batla meri sakina
(Lori suna rahi hun, soja
meri sakina) x2
8.
Abid larazte
hathon se ik lahad banaye
ye kehke apni behna
ko phir wahi
litaaye
Kaise sahunga me gham tera meri sakina
(Lori suna rahi hun, soja
meri sakina) x2
9.
Paye the jab rihayi,
ehle haram “tejani”
Banu sisak sisak ke
girkar yahi pukari
Kaise watan ko
jaun tanha meri sakina