Dete Rahenge Ye Sada audio file
Dete Rahenge Ye Sada
Labbayka ya hussain
(dete rahenge ye sada ya hussain, saara
jaha(n) tum pe fida ya
hussain) x2
Teeron ki barish huwi, Asr
ka waqt agaya
Dekh raha tha falak, hoti
thi tumpar jafa,
Zeen pe na
khaak pe aap ka lasha para
Aap ke halqoom
par shimr ka khanjar chala,
jalasa shimran ‘ala s’adri-zaki
wa h’az nah’r al-h’ussain ibn ‘ali
(dete rahenge ye sada ya hussain,
saara jaha(n) tum pe fida
ya hussain) x2
Qasimo asghar nahi, akbaro abbas
bhi,
Shame ghariban hai aur, bibiyan sab
hai khari
Khaymon me ab hai dhuwan, sar
se rida chingayi
Sham talak berida roti hai binte
ali
ya rayt h’az nah’ri qabal
nah’ruka
Wa la ara ‘ala at-tirbaan jismuka
(dete rahenge ye sada ya hussain,
saara jaha(n) tum pe fida
ya hussain) x2
ayi wo beti
teri sham ke bazaar me
kaano(n) se bali chini, jisko tamache
lage
sham talak rororahi thi yahi kehte
huwe
baba kahan ho mere awo bachawo mujhe
ayna tara bint imam-al-huda
h’awlaha al-a’adaa wa ru’us
fawqaha
(dete rahenge ye sada ya hussain,
saara jaha(n) tum pe fida
ya hussain) x2
Askhk bahate hai hum, karte hai matam tera,
Hum tere hi naam me karte hai majlis
bapa
Jine ka maqsad hai tu, tu
hai humari baqa
akhri sanse talak dete rahenge
sada
nah’nu jamee’an sarakhna lak hussain
Wa naqoolu kulna fida
lak hussain
(dete rahenge ye sada ya hussain,
saara jaha(n) tum pe fida
ya hussain) x2
Khuda hi janta hai haqiqat hussain
ki,
Mustafa
se pucho izzat hussain ki,
Jibreel se pucho khidmat hussain ki,
Kul ambhiya se pucho ibadat hussain
ki,
Mola ali se pucho
azmat hussain ki,
Fatima se pucho fazilat hussain
ki,
Sakina se pucho mohabbat hussain ki,
Sajjad se pucho wasiyat hussain
ki,
Behlool se pucho jannat hussain
ki,
Rahib se pucho sakawat hussain
ki,
Kul karbala se pucho
karamat hussain ki,
Yazeed say pucho zara taqat hussain
ki.
aaj talak goonjti hai ye jahan me sada
tha tere lab pe buka barsare
karbobala
kehte hai labbayk hum, har gari aur har
jaga
kaash yun hote to hum, saath bhi dete tera
laytana kunna ma’ak fi karbala’
Li Nasfika
fi h’ubbika ad-dimaa’
(dete rahenge ye sada ya hussain,
saara jaha(n) tum pe fida
ya hussain) x2
chaand sitaron pe aur, arsh
pe hai tera
naam
koyi na jo
karsaka tune dikhaya wo kaam
dono jahaan me har aik, karte
hai tujhko salaam
tune bachaya hai deen ay mere pyare imam
haqaqta hilman bi himayat ad-deen
baqayta dawman a’wnan li
ash-shakireen
(dete rahenge ye sada ya hussain,
saara jaha(n) tum pe fida
ya hussain) x2
aaj bhi tere
muhibbon pe hai zulmo jafa
ghazza medina najaf, karbobala samarra
humko hai ab dekhna, badla-e-karbobala
awo imame zamaan hai yahi
dil ki dua
Hatta mata yudh’bahu h’ub al-‘wasi
Wa dhanbuna huwa h’ub
aali ‘ali
(dete rahenge ye sada ya hussain,
saara jaha(n) tum pe fida
ya hussain) x2
hai ye “tejani” dua ay mere parwardigaar
bhejiye mehdi ko ab, kehte
hai hum baar baar
lashkare mehdi me ho saare hussaini shumaar
jitenga islaam aur, hogi wo
zulmat ki haar
hadha ad-dua’ minna ya
rabb ya shafi’
‘ajjil dhuhoor s’ah’ib ul-‘asr ya sami’
(dete rahenge ye sada ya hussain,
saara jaha(n) tum pe fida
ya hussain) x2