Akbar-e-noor-e-nazar audio file
Akbar-e-noor-e-nazar
(Akbar-e-noor-e-nazar) x 4 Khaayi sina qalb par Hogaya tukre jigar
(Akbar-e-noor-e-nazar) x 2 Khaayi sina qalb par Hogaya tukre jigar
Chorke maa(n) ko gaye haaye meri jaa(n) kidhar (akbar-e-noor-e-nazar) x2
(Akbar-e-noor-e-nazar) x2 Khaayi sina qalb par Hogaya tukre jigar
Dasht-e-bayabaan mei dhund rahi hai nazar (akbar-e-noor-e-nazar) x2
(Akbar-e-noor-e-nazar) x2 Khaayi sina qalb par Hogaya tukre jigar
Haaye mere laal ko kha gayi kiski nazar, (akbar-e-noor-e-nazar) x2
(Akbar-e-noor-e-nazar) x2 Khaayi sina qalb par Hogaya tukre jigar
Lot ke aajawoge kaash koi de khabar, (akbar-e-noor-e-nazar) x2
(Akbar-e-noor-e-nazar) x2 Khaayi sina qalb par Hogaya tukre jigar
Sogaye jaakar kahaa(n) khunki-e chashme padar, (akbar-e-noor-e-nazar) x2
(Akbar-e-noor-e-nazar) x2 Khaayi sina qalb par Hogaya tukre jigar
Maa(n) ko bulalo wahi soye ho beta jidhar, (akbar-e-noor-e-nazar) x2
(Akbar-e-noor-e-nazar) x2 Khaayi sina qalb par Hogaya tukre jigar
Bikhre hai armaa(n) mere aaj to sab khaak par, (akbar-e-noor-e-nazar) x2
(Akbar-e-noor-e-nazar) x2 Khaayi sina qalb par Hogaya tukre jigar
Zinda rahe kistarha sarware jinn -o-bashar, (akbar-e-noor-e-nazar) x2