Ya Abbas audio file

Ya Abbas

Yaa Abbas, Har Dil Nay Pukara Ya Abbas

1) Zahra Ki Dua Abbas, haider Ki Wafa Abbas

Zahra Ki Dua Abbas, haider Ki Wafa Abbas 

Momin Ki Murad Abbas, Mushkil ki sada Abbas

Momin Ki Murad Abbas, Mushkil ki sada Abbas

Yaaa Abbas, Zainab Ka Sahara Ya Abbas

2) Pohncha jo suey darya, tu ney hi Alam ghara

Pohncha jo suey darya, tu ney hi Alam ghara

Dali thi jo mashkiza, darya ney bhi ghabraya

Dali thi jo mashkiza, darya ney bhi ghabraya

yaa Abbas, Bachon ka Sahara Ya Abbas

3) Palta jo suey khayma, Dushman ney kiya hamla

Palta jo suey khayma, Dushman ney kiya hamla

Mashkiza ko phar diya, bhayi ney kiya Nauha

Mashkiza ko phar diya, bhayi ney kiya Nauha

Yaa Abbas, Ay Mere deelavar Ya Abbas

4) Deykha jo Alam tera, Bachi ney liya Kuza

Deykha jo Alam tera, Bachi ney liya Kuza

Baba jo Nazar Aya, Bibi Nai Hai Chillaya

Baba jo Nazar Aya, Bibi Nai Hai Chillaya

Ya Abbas, Bachi Ka Sahara Ya Abbas

5) Zahra Ki Dua Abbas, haider Ki Wafa Abbas