Abu Talib Ka
Beta
Ali murdon ko jilaey, Ali Suraj Paltaey
Karishmey dekh ke jiskey zamana dhoka
khaey
Nusseyri Samaj Na Paey
Khuda hai Ya hai
Banda, Abu Talib ka beta
Nassab kuch aissa
paya nabi ney beythi deydi
Chab-e-Hijrat jo
soya khuda ney marzi deydi
Sharaf ka Arshey Mauallah,
Abu Talib Ka Beta
Fazilat ka Minara, Abu Talib
ka beta
Jo Insey Bughz rakhengua,
bari mushkil se marenga
Yahan bhi hath malengua, wahan bhi haat malengua
Hai Bakhshish ka darwaza, Abu Talib Ka Beta
Ghadir-e-Khum ka dulha,
Abu Talib ka beta
Ussey kehte ho kafir
Payembar ka jo chacha hai
Ay Farzi baap ke
beython wo sab kuch dekh
raha hai
Hai ab bhi ghayb mei
beytha, Abu Talib ka Beta
Mera Imaan Ali hai, Mera Quran Ali hai
Zamaney Walon sunlo mera sultaan Ali Hai
Shahen Shahi ka hi Naraa, Abu Talib ka beta
Ghadir-e-Khum ka dulha,
Abu Talib ka beta
Sharaf ka Arsh Mauallah,
Abu Talib ka Beta