Ya Imam-e-Raza
Har nafas
har ghari, mere dil sey yehi, Arahi hai Sadaa
Ya
Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza (X2)
1)
Teri azmate pey bhala, kyun na dala lat banta
sher kaleen ka kistarha na zinda hota
hai haqiqat yehi, teri marzi mei hi, hai
khuda ki riza
Ya
Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza
2)
Gher mumkeen ko yun hote huwe dekha mumkeen
Jagti ankhon se jannat mei guzare kaheen deen
usko kya ho yakeen, jisney dekha nahin, kabhi
rowza tera
Ya
Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza
3)
Aap key Mash'had se jo palta hun to mere Mohseen
Sans lena mujhe acha nahin lagta mumkeen
Phir bhi hai ye sukoon, mein kaheen bhi rahun,
dil wahi hai mera
Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza
4)
kaisse samjenga zamana tere naukar ki haden
tere maruf mei banti hai samandar ki hadein
parthe tufaan ka, rukh badalta gaya, ussne
jabji sada
Ya
Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza
5)
Mera Iss waqt, tere dar pei nazar hai Maula
Par tujhe meri museebat ki khabar hai
Maula
Dur Uftaad kar, meri imdaad kar, tu hai
mushkil Kucha
Ya
Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza
6)
Iltija aap sey karta hun Imam-e-Hashtum
unke sadqe mei jinhe kehte hai Masuma-e-Qum
Jo Pareshaan hai, jald kardijiye, uski hajat
rawaan
Ya
Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza
Ya
Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza X2