Baba mujhko gale se audio file
Baba mujhko gale se
Baba mujh ko gale se laga lo
Apne sine pa mujhko sula lo
(Baba mujh ko gale se laga lo) x2
Apne sine pa mujhko sula lo
(Baba mujh ko gale se laga lo) x2
Bhai bimar ghash me para hai,
Koi monis na yaawar bacha hai,
Baba mujhko gale se laga lo
(Baba mujh ko gale se laga lo) x2
Khainch kar zaalimo ne utaare,
Khoon bahta hai kaano se mere,
Baba mujhko gale se laga lo
(Baba mujh ko gale se laga lo) x2
Maa ki dhadkan tha sab ka dulara,
Qabr se zaalimo ne nikala,
Baba mujhko gale se laga lo
(Baba mujh ko gale se laga lo) x2
Dard hota hai kisko sunau,
Zulm kya-kya hue kya batau,
Baba mujhko gale se laga lo
(Baba mujh ko gale se laga lo) x2
Aur maafi bhi hum ko dila do,
Ab na maangugi pani bata do,
Baba mujhko gale se laga lo
(Baba mujh ko gale se laga lo) x2
Jo tha surat me bilkul payambar,
Dooba suraj wo karbal me aker,
Baba mujhko gale se laga lo
(Baba mujh ko gale se laga lo) x2
Bakhshisho ka yahi silsila hai,
Aao baitho ye farshe aza hai,
Baba mujhko gale se laga lo
(Baba mujh ko gale se laga lo) x3