Rote hai
(Rote hai ahle aza taziya rukhsat huwa) x4
Rote hai ahle aza taziya rukhsat huwa
Rote hai ahle aza taziya rukhsat huwa
Ghar bhi hai ujda huwa taziya rukhsat huwa
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Haye alam uth gaya taziya rukhsat huwa,
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Khatm hai daure aza taziya rukhsat huwa,
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Ashko ko dekar dua taziya rukhsat huwa,
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Rona hai parwano ka taziya rukhsat huwa,
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Haye huwa aj kya taziya rukhsat huwa,
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Ghar se sue karbala taziya rukhsat huwa,
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Kaise qarar ayega taziya rukhsat huwa,
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Shah ka khayal aa gaya taziya rukhsat huwa,
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Subha hui din chada taziya rukhsat huwa,
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua
Aj falak gir pada taziya rukhsat huwa.
Rote hai ahle aza taziya rukhsat hua