Write-Up
(Ujjar Gaiyyan, Nana Mei Ujjar Gaiyyan) X2

(Nana Teri Zainab Ne Woh Dard Utha Ye Hai) X3

1. (Zalim Ka Zulam Dekha) X2 Aanso Nikal Aye Hai

(Nana Teri Zainab Ne Woh Dard Utha Ye Hai) X3

2. (Mei Shaam Ki Galiyo Se Sar Nange Guzar Ayi) X2 (Nana Teri Ummat Ne) X2 Din Ye Bhi Dikhaye Hai

(Nana Teri Zainab Ne Woh Dard Utha Ye Hai) X3

3. (Pathar Jo Baraste The Zehra Ke Garane Par) X2 (Is Haal Pe Suraj Ne) X2 Khud Ashk Bahaye Hai

(Nana Teri Zainab Ne Woh Dard Utha Ye Hai) X3

4. (Ye Khun Bhara Kurta Hai Tere Nawase Ka) X2 (Bhayi Ki Nishani Hum) X2 Tere Liye Laaye Hum

(Nana Teri Zainab Ne Woh Dard Utha Ye Hai) X3

5. (Gham Khagaya Zainab Ko Nana Ali Akber Ka) X2 (Mat Pucho Watan Me Hum) X2 Kis Terha Se Aye Hai

(Nana Teri Zainab Ne Woh Dard Utha Ye Hai) X3

6. (Zindaa(N) Ke Andhere Mei Neend Ayi Sakina Ko) X2 (Hum Qabr Sakina Ki) X2 Waa Chor Ke Aye Hai

(Nana Teri Zainab Ne Woh Dard Utha Ye Hai) X3

7. (Sawbaat Ka Safar Na Tha Pardes Se Hum Qaydi) X2 (Ye Nil-E-Rasan Ke Hai) X2 Jo Shano Pe Laye Hai

(Nana Teri Zainab Ne Woh Dard Utha Ye Hai) X3