Write-Up
Labayk ya Husain, labbayk Ya Hussain, labbayk ya Hussain

(Labayk ya Husain, labbayk Ya Hussain) x2

1. Aanch aye na kabhi bhi, is din-e mustufa pe.
Har chiz hi fida hai, zehra pe murtaza pe

(Labayk ya Husain, labbayk Ya Hussain) x2

2. Barso se beh raha hai, is qaum ka lahu.
Barpa magar hussain ka, Matam hai ku ba ku

(Labayk ya Husain, labbayk Ya Hussain) x2

3. Baahen jhuri huwi hai, shiat ki karbala se.
qawle khudaae paak se Or qawle mustafa se

(Labayk ya Husain, labbayk Ya Hussain) x2

4. Naame ali ko dood me, maa ne pilaa diya.
Kurbaniy-e- hussain ka Maqsad bataa diya

(Labayk ya Husain, labbayk Ya Hussain) x2

5. Jitnaa bhi ba asr bane, ye waqt ka yazeed.
Majlis bapaa karenge ham Har dor me mazeed

(Labayk ya Husain, labbayk Ya Hussain) x2

6. Wo haath hi jalade, Chinega jo alam.
Rokega kon majlis Rokega kon matam

(Labayk ya Husain, labbayk Ya Hussain) x2

7. Burhe jawaan hamare, sab shaah ke hai nokar.
Likh denge dastaane Apne lahu ko dekar

(Labayk ya Husain, labbayk Ya Hussain) x2

8. Hai aaj ye “Ali Deep” Ddarkar nahi rahega
Mazhab ka mere har ik baccha yahi kahega

(Labayk ya Husain, labbayk Ya Hussain) x2